Mojim Lyrics
Mojim Lyrics > Americas singers > DJ Tilu > return of tilu > exam

DJ Tilu



Lyrics
Album list

DJ Tilu

exam

Woh pehli baar
Jab hum sab ne
Board exam likha tha yaar
Rone laga yeh dil bechara
Hota hai exam kya
Isne jana

Tere ankho mein aason jab meine dekhe
Tu to paas ho gaya mein to fail mere Yaar
Zindagi ab to ho gayi khatam
Mere yaar
Ab to jana hai door tumse
Find more lyrics at ※ Mojim.com
Mere yaar

Woh pehli........ isne jana

Apni zindagi tum ji bhar jiyo yaar
Kisi ki baat mana na tum mere yaar
Mujko bulo na tum mere saathiyon
Apne dil me baslo mujhe saathiyon

Woh pehli........ isne jana